Delicious Digg Stumbleupon Favorites More

Search This Blog

tum paas nahin ho

tum paas nahin ho tu ajab haal hai dil ka
tum paas nahin ho tu ajab haal hai dil ka
yoon jaisay kuch rakh kar kahin bhol gaya hoon




ik shakhs ko chaha hai buht

ham koi jag say niralay tu nahin hain loago..
ham koi jag say niralay tu nahin hain loago....
hanstay hoye ik shakhs ko chaha hai buht

aaeena dekhnay walay

warna aaeena dekhnay walay to sanwar jatay hain
raastay aur musafir mein koi farq nahin
jis taraf us ka irada ho udhar jaatay hain
tum ksi aur tajassus mein paray ho warna
aaeena dekhnay walay to sanwar jatay hain

Chaand harjaai hai

tu is ko tamannaoN ka markaz na bana
tu is ko tamannaoN ka markaz na bana
chand harjaai hai her ghar mein utar jata hai

usay bhi dukh hai

haath malta ja raha hai
usay bhi dukh hai ta'alluq kay toot janay ka
woh ja raha hai magar haath malta ja raha hai

 
Copyright (c) 2010 Life is Rosy. Design by WPThemes Expert
Themes By Buy My Themes And Cheap Conveyancing.