Delicious Digg Stumbleupon Favorites More

Search This Blog

Showing posts with label Shair. Show all posts
Showing posts with label Shair. Show all posts

Khwaab haseen hotay hain

kiun na ik jhoti tasalli per qana'at kar lain
kiun na ik jhoti tasalli per qana'at kar lain
 loag kehtay hain adam khwab haseen hotay hain

Ajeeb khwaab tha

ajeeb khwaab thaaankhain hi lai gaya mairi
ajeeb khwaab thaaankhain hi lai gaya mairi
kiran ka aks bhi ab meri dastras mein nahin

Jo mere haal pe hansta hoga

Jo mere haal pe hansta hoga us ka
Jo mere haal pe hansta hoga
us ka gham mujh say kuch zyada hoga

her khushi kam hai

  tum nahin ho tu her khushi kam hai
aa bhi jao keh zindgi kam hai
tum nahin ho tu her khushi kam hai

Awaaz dai kay dekh lo

awaaz dai kay dekh lo , shayed woh mil hi jai warna
awaaz dai kay dekh lo , shayed woh mil hi jai
warna yeh umar bhar ka safar raigaaN tw hai

tum paas nahin ho

tum paas nahin ho tu ajab haal hai dil ka
tum paas nahin ho tu ajab haal hai dil ka
yoon jaisay kuch rakh kar kahin bhol gaya hoon




aaeena dekhnay walay

warna aaeena dekhnay walay to sanwar jatay hain
raastay aur musafir mein koi farq nahin
jis taraf us ka irada ho udhar jaatay hain
tum ksi aur tajassus mein paray ho warna
aaeena dekhnay walay to sanwar jatay hain

Chaand harjaai hai

tu is ko tamannaoN ka markaz na bana
tu is ko tamannaoN ka markaz na bana
chand harjaai hai her ghar mein utar jata hai

usay bhi dukh hai

haath malta ja raha hai
usay bhi dukh hai ta'alluq kay toot janay ka
woh ja raha hai magar haath malta ja raha hai

kalak apnay man ki

saaf kartay nahin kalk kabhi apnay man ki
saaf kartay nahin kalk kabhi apnay man ki
Loag hotay hain bazahir jo sunehry kitnay

Muhabbat ki Zabaan hoti hai

kon kehta hai  muhabbat ki zabaan hoti hai
kon kehta hai  muhabbat ki zabaan hoti hai

mujh ko us ki chah thi

mujh ko us ki chah thi aur bay panah thi
dobi hoi khuloos mein jis ki nigah thi
mujh ko us ki chah thi aur bay panah thi

yeh aur baat

gham tu yahan bay shumar rehtay hain
yeh aur baat keh tum aaye ho tu kio nahin
wagarna gham tu yahan bay shumar rehtay hain

ajab phool say sathi

ajab phol say sathi bichar gaye ab kay
judaiyaan tu muqaddar hain lakin aye gham e hijraan
ajab phol say sathi bichar gaye ab kay

zabt e gham

zabt e gham is qadar aasaan nahin aaali
zabt e gham is qadar aasaan nahin aaali
aag  hotay hain woh aansu jo piye jatay hain

Muhabbatin

muhabbatoon mein bhala aitdaal kia karna
muhabbatin tu faqat intehaaien maangti hain
muhabbatoon mein bhala aitdaal kia karna

mairi muhabbat ka mizaj

main teri soch say aagay bhi tu ja sakti hoon
tu nay samjha hi nahin mairi muhabbat ka mizaj
main teri soch say aagay bhi tu ja sakti hoon

loag muhabbat karnay walay

khwaab khushi ka bo jatay hain loag muhabbat karnay walay  aik din khwaab ho jatay hain loag muhabbat karnay walay
khwaab khushi ka bo jatay hain loag muhabbat karnay walay


Muhabbat naam tha kal jis khalish ka

udaasi aam hoti ja rahi hai
Muhabbat naam tha kal jis khalish ka
woh ab bay naam hoti ja rahi hai
nahin moqof kuch mairay hi ghar tak
udaasi aam hoti ja rahi hai

jeet paai hai muhabbat nay

tujh ko kho kar bhi rahon khalwat e jaan mein teri jeet paai hai muhabbat nay ajab maat kay sath
tujh ko kho kar bhi rahon khalwat e jaan mein teri
jeet paai hai muhabbat nay ajab maat kay sath

 
Copyright (c) 2010 Life is Rosy. Design by WPThemes Expert
Themes By Buy My Themes And Cheap Conveyancing.