Delicious Digg Stumbleupon Favorites More

Search This Blog

Tera dard chupa kar dil mein

yeh ham hain keh tera dard chupa kar Dil mein kaam dunya kay badastoor kiye jatay hain
yeh ham hain keh tera dard chupa kar Dil mein
kaam dunya kay badastoor kiye jatay hain

chand herjai hai

tu is ko tamannaon ka markaz na bana chand herjai hai her ghar main utar jata hai
tu is ko tamannaon ka markaz na bana
chand herjai hai her ghar main utar jata hai

muhabbatoon kay yeh anjaam

muhabbatoon kay yeh anjaam kitnay yaksaaN hain  kisi nay jaan tu ksi nay zaban hari hai
muhabbatoon kay yeh anjaam kitnay yaksaaN hain
kisi nay jaan tu ksi nay zaban hari hai

woh kaisay loag hain ya Rab

woh kaisay loag hain Ya Rab jinhon nay pa lia tujh ko  hamain to ho gaya dushwar ik insaan ka milna
woh kaisay loag hain Ya Rab jinhon nay pa lia tujh ko
hamain to ho gaya dushwar ik insaan ka milna

hamain khabar hai tamam dukh hai

hamain khabar hai tamam dukh hai udasiyoon ka libas dukh hai
hamain khabar hai tamam dukh hai
udasiyoon ka libas dukh hai

 
Copyright (c) 2010 Life is Rosy. Design by WPThemes Expert
Themes By Buy My Themes And Cheap Conveyancing.