Delicious Digg Stumbleupon Favorites More

Search This Blog

Teri aankhain

bharkaen meri piyas ko aksar teri aankhain....
yoon dekhtay rehna usay acha nahin Muhsin

Zindgi ki raahon mein

Zindgi ki raahon mein
Zindgi ki raahon mein

kho jati hawaoon mein teri aakhri tehreer

kho jati hawaoon mein teri aakhri tehreer dil ko teray iqrar peh eeman tu rehta phir milnay ka wada hi bari baat hai Khawar phir kon mila hai magar ehsan tu rehta
kho jati hawaoon mein teri aakhri tehreer
dil ko teray iqrar peh eeman tu rehta
phir milnay ka wada hi bari baat hai Khawar
phir kon mila hai magar ehsan tu rehta

tere firaq kay lamhay shumar kartay hoye

tere firaq kay lamhay shumar kartay hoye
tere firaq kay lamhay shumar kartay hoye

ham to chiragh e shab ki tarah

hamara kia hai, ham to chiragh e shab ki tarah
hamara kia hai,
ham to chiragh e shab ki tarah
jo jalay bhi tu itni roshni hogi
keh
jaisay tund andhairoon ki rah mein jugno
zara si dair ko chamkay , chamak kar kho gaye
phir us kay bad kisi ko kuch sujhai na dai
na shab kiye , na chiragh e seher dikhai dai

Zulmat e Shab mein ujaloon ki tamanna na karo

Zulmat e Shab mein ujaloon ki tamanna na karo
Zulmat e Shab mein ujaloon ki tamanna na karo

Dil mein phir dard howa dair talak

Dil mein phir dard howa dair talak na mili is ko dawa dair talak
Dil mein phir dard howa dair talak
na mili is ko dawa dair talak

apni qismat ka likha tabdeel kar laitay

tum apni qismat ka likha tabdeel kar laitay.....
tum apni qismat ka likha tabdeel kar laitay

main bad dua tu nahin dai rahi hoon

main bad dua tu nahin dai rahi hoon us ko magar dua yehi hai usay mujh sa ab koi na milay
main bad dua tu nahin dai rahi hoon us ko magar
dua yehi hai usay mujh sa ab koi na milay

Musalsal judai say

aur tu kuch nahin bigra is musalsal judai say
aur tu kuch nahin bigra is musalsal judai say

rait hi rait hai is dil mein

rait hi rait hai is dil mein by Perveen Shakir.
rait hi rait hai is dil mein musafir mere

Tera dard chupa kar dil mein

yeh ham hain keh tera dard chupa kar Dil mein kaam dunya kay badastoor kiye jatay hain
yeh ham hain keh tera dard chupa kar Dil mein
kaam dunya kay badastoor kiye jatay hain

chand herjai hai

tu is ko tamannaon ka markaz na bana chand herjai hai her ghar main utar jata hai
tu is ko tamannaon ka markaz na bana
chand herjai hai her ghar main utar jata hai

muhabbatoon kay yeh anjaam

muhabbatoon kay yeh anjaam kitnay yaksaaN hain  kisi nay jaan tu ksi nay zaban hari hai
muhabbatoon kay yeh anjaam kitnay yaksaaN hain
kisi nay jaan tu ksi nay zaban hari hai

woh kaisay loag hain ya Rab

woh kaisay loag hain Ya Rab jinhon nay pa lia tujh ko  hamain to ho gaya dushwar ik insaan ka milna
woh kaisay loag hain Ya Rab jinhon nay pa lia tujh ko
hamain to ho gaya dushwar ik insaan ka milna

hamain khabar hai tamam dukh hai

hamain khabar hai tamam dukh hai udasiyoon ka libas dukh hai
hamain khabar hai tamam dukh hai
udasiyoon ka libas dukh hai

 
Copyright (c) 2010 Life is Rosy. Design by WPThemes Expert
Themes By Buy My Themes And Cheap Conveyancing.